Tuesday, October 20, 2009

Hindi Lyrics of Aamras

List of Songs -->

1. Chhote Chhote Pairon Ke Tale
2. Jabse Hum Huye Jawaan
3. Koyi Kuchh Bhi Soche Main Toh
4. Sambhaali Hai Kitane Dino Se
5. Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
6. We Are The Teen Queens


------> Hindi Lyrics of song Chhote Chhote Pairon Ke Tale <---------

Singer(s): Kailash Kher
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina

chhote chhote pairon ke tale raste bade ho o o
nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade
apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein - (2)
inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain
chhote chhote pairon ke tale raste bade hain
nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain
apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein - (2)
inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

yeh bhale hai naadaan par hai kisisse anjaane nahi
jitane bhi shaitaan hai dekho toh bhagwaan bhi hai yahi
aankhon ki badmaashiyaan, honto ki gustaakhiyaan - (2)
inaka bachpan chhudwaane pe hum kyun ade hai
chhote chhote pairon ke tale raste bade hain
nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain
apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein - (2)
inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain

khaab hai yeh hamaare yeh kal ke hai sahaare ji nahi
chale manjilein apani, jiye sapane apane liye kyun nahi
kaagaz ki yeh kashtiyaan jinako deti mastiyaan - (2)
unako dariya mein tairaane par kyun ade hai
chhote chhote pairon ke tale raste bade hain
nanhe se kandhon pe kyun yeh baste bade hain
apani saari khwaaishein, lambi si farmaayishein - (2)
inako jina sikhlaane pe hum kyun ade hain


-----------> Hindi Lyrics of Song Jabse Hum Huye Jawaan <----------

Singer(s): Sumedha Karmahe, Sumitra Iyer
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina


put those hands up -2
life ?? too many questions but we don' t need ??
exam results are shocking but we still keep on rocking
life mein rona dhona, kuchh paana kuchh khona
chlata rehata hai draama, check life ??
phulon mein khushbu kahaan se aati hai - (2)
hota rainbow kyun satranga
paani mein leharein uthake jaati kahaan - (2)
dimaag daude kahaan kahaan
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan - (2)

ek baat ka khaab sajaane ko ji karata hai
nange paanv dhul udaane ko ji karata hai
iss paagalpan se dil yeh nahi bharata hai - (2)
kadamon mein apane hai dono jahaan
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan - (2)
life is roller coster ride, banaalo god ko apana apana guide
if you think you come ??, say chak de and be all right
life and times are ??, sab bhaagate after money
har pal tension aur confusion like a movie cut role action

life mein aage kya hoga kyun soche
abhi toh day n night lagana hip and hep hamein
aaj hai jo khushi sasti kal woh mehangi hogi re - (2)
happy yaar hamako toh mile har jaah
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan - (2)
phulon mein khushbu kahaan se aati hai
hota rainbow kyun satranga
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan - (4)


---------> Hindi Lyrics of Song Koyi Kuchh Bhi Soche Main Toh <---------


Singer(s): Vasundara Das
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina


(koyi kuchh bhi soche main toh hoon chilled out
apani marji pe chalati hoon no doubt
jaane do jo ho gaya saath lo jo mil gaya
koyi kyun bole hamse this good that is bad) - (2)
o o o o o.......

chhodo na jaane bhi do tum jiyo jine bhi do
aao kaali raat ki kar de rangin hum, kyun soche kal kya ho
jaane do jo ho gaya saath lo jo mil gaya
koyi kyun bole hamse this good that is bad
o o o o o.......

khul rahein hai kyun hausalein aaj dil mein
ghul rahe hain kyun faasalein dil se dil ke
ek anchhui si baat kisane chhuyi
hasrat dabi dil mein koyi aise na hiyi
jaane do jo ho gaya saath lo jo mil gaya
koyi kyun bole hamse this good that is bad
o o o o o.......


------------> Hindi Lyrics of Song Sambhaali Hai Kitane Dino Se <---------

Singer(s): Shweta Pandit
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina


sambhaali hai kitane dino se paali hai
isake bina jindagi khaali khaali hai
hogi kabhi sachchi toh woh taabir?? hoti hai
taaja lage haan jitani bhi baansi hoti hai
dosti dosti dosti aa ha ha dosti
hey hey hey hey hey........

na milein aasmaan to bhi kahin na kahin hum udd jaayenge
na mile yeh jamin phir bhi kahin na kahin hum khil jaayenge
karde badi jo jindagi jaraasi hoti hai
har haal mein soche bina yeh raaji hoti hai
dosti dosti dosti ha ha dosti

milate hamesha nahi saare khayaalon mein hum haan toh kya huwa
judate hamesha kahaan saare sawaalon pe hum haan toh kya huwa
yeh ruthake chal de bhale mudake aati hai
jar din ki yeh aadat buri kyun ban jaati hai
dosti dosti dosti ha ha dosti


-------------> Hindi Lyrics of Song Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan <----------

Singer(s): Jojo
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina


yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
gumsum hai kyun bhala saara sama

(yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
gumsum hai kyun bhala saara sama) - (2)
tham sa gaya yeh pal, dil na lage aajkal
tu hi bata kya karun kaise yahaan main rahun
tere bin suna suna yeh jahaan - (4)

yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan
sab puchhate hai yeh tu hai kahaan
kya main kahun inase, dur hai tu mujhase
kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda
tere bin suna suna yeh jahaan - (2)

mere honto mein sama banake hansi
meri jindagi mein aa leke khushi
bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe
aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan
tere bin suna suna yeh jahaan - (4)


-------------> Hindi Lyrics of Song We Are The Teen Queens <----------


Singer(s): Anushka Manchanda, Mahua Kamat, Pratichee Mohapatra
cast(s) : Vega, Natasha, Maanvi, Zarina


cross kar chuke 16, ho beet raha hai 17
aanewaala 18 hoga, kitana rangin
short tops and low jeans, (we are the teen queens -3)
do it again
cross kar chuke 16, ho beet raha hai 17, that' s why
aanewaala 18 hoga, kitana rangin
short tops and low jeans, (we are the teen queens -3)
swing 16

having fun with boys is all we can
par unase secrets karate nahi share no no no
having fun with boys is all we can
par unase secrets karate nahi share
love toh aisi cheej hai things are bound to have fun
when you wear short tops and low jeans, (we are the teen queens -3)

listen up
this is how we do it aa ha
join in if you wanna

(life is nothing but party song
gungunaana hai jisako all night long) - (2)
chamkilein se lagate hai abb yeh raat aur din
when you wear short tops and low jeans, (we are the teen queens -3)


--------->>>>All hindi songs lyrics of movie Aamras <<<<<<---------